kityyyy: Mayra kahnay ka MATLAB sirf itna tha Kay dusri shadi karnaywalay marad ko is baat ka yaqeen rakhna chahiyah Kay us ka partner bi us ka trust Torah Saktaa hay phir bad may mayray pass tum ho darama bananay Kay baray may soch rahay hotay hay๐๐๐79 months ago
Hassan_Khanzada: Drama to drama hota hai her koi drama thori hota hai ๐79 months ago
Hassan_Khanzada: Darama to dekha hai lekin iski haqeqat kia hai kia pehli wife itna tang krti hai k bnda dosri shadi pe majbor ho jata hai ya admi ko shoq hota hai79 months ago
kityyyy: Tum nay lagta hay mayray pass tum ho darama nahi daykha๐๐๐79 months ago