Arhaam-Hussain: Bohat achi soch hai apki aur Allah se dua krta ho apko tufeeq de un zarorat mand logo ki madad krne ki62 months ago
Aaniya786: To meri ye thinking h k zrortyn to sb ki hi purii hojti hyn khawaisyat purii hon un bchon ki na k wo apna bcphan ki ronaq kHin khoo na dyn kch esy moments hn jiny yad kr k miss kryn wo na k sad hon aur daryn k wesa dubara kbi na ho62 months ago
Aaniya786: Obviously yes nature merii kch is trah ki hy k mj sy dekha nii jata needy logon ko hr chz k lye tarasta dekh k....i thnk k bhok sy koi mrta thorii h sb puraa kr hi dety hyn but garib logon k bchon ki jo choti choti khawaishaat hotii hyn wo kahin dab k reh jtii hyn jis k rslt ye hota h k wo apnii life apna bcpan us mzy sy ni gzr skty jesyhona chy62 months ago
Arhaam-Hussain: Yeh zarori nahi ke doctor . Engineer, ya paisa kamana he goal baney apka . Apka goal yeh v ho sakta ke Allah ke qareeb raho zayaada se zayada . Apka goal yeh v ho sakta hai sabko ek sath pyar mohabbat or ikhlaq se rehna hamesha .. Ab ap soch bataiye ke apka goal kya hona chaiye62 months ago
Aaniya786: Ajeeb h but im a girl with no goal ππ62 months ago
Arhaam-Hussain: Apki life ka goal kya hai ?62 months ago
Aaniya786: ππg bilkul suna to hoga man is known by the company he keeps62 months ago
Arhaam-Hussain: G shukriya. Yeh sb ache dosto ki sobat ka natija hai62 months ago
Aaniya786: πππhn ye b thek kaha apnyy...kafii smjdar hyn ap masHaAllah sy62 months ago
Arhaam-Hussain: Hahahaha. Ek baat parhi thi kahi ke ap kitna he acha kyu nah bolo log apki bato ka mtlb apni marzi ka nikalegy .tu apko logo ke bare mein sochna nahi chaiye62 months ago
Aaniya786: πππachii h but agr ma ye wali post kron gi to log mjy ashiq mizaj smjyn gy 62 months ago
Arhaam-Hussain: Mil jae mujhe sab kuch koi yeh dua de kar chala gaya .......Aur mujhe bas wohi chahiye jo yeh dua de kar chala gaya62 months ago
Arhaam-Hussain: Hahahaha Ab kyu apna statement badal diya apne.62 months ago
Aaniya786: π’π’π’ma kch ni bolun na hi nzr rkhon gi ma to support kron gi62 months ago
Arhaam-Hussain: Wo tu ap apne hisab se .. Un ladko ke liye khatarnaak aunty he banogi.. Apko dekhte he kahegy arey yar yeh bhala kyu aa gayi. Sare mazey satyanash kr degi π62 months ago
Aaniya786: πππkhatarnak nii supportive62 months ago