Ali.104: G aur mein ne bohat see logo ko dekha he wo imran Khan ko jholiyan bhar ker baduaien dety Hain hamari qaum ko chitron ki kami hai ab..77 months ago
Ali_G_SHEIKH22: yahi to Kamal ki baat hai kahty hain 3 heart attack k bad banda Mar jata hai or iska to takiya kalam hai 🤣77 months ago
Ali.104: Aisa Banda pehli baar dekha he jisy hafty mein teen bar heart attack ata he aur phir bhi jahaz per bhaag ker jata he.77 months ago
Ali_G_SHEIKH22: Nawaz Sharif ko to doary hi nahi chorty yahi soch kar chora howa hai77 months ago
Ali.104: G bus Bhai ye baat samajh nahi Ai muchar bhi choot gia aur Nawaz aur Shahbaz bhi ye keun chory inho ne..77 months ago
Ali_G_SHEIKH22: ALLAH day b raha hai saza aiso ko rana ka hal dekho or samjh jao77 months ago
Ali.104: Bhai jaahil log ab bhi Nawaz Sharif ki rah takte Hain agar wo chor na hota to Mulk se baghta?77 months ago
Ali_G_SHEIKH22: or ye wohi shaks tha jisne kaha tha isk pas itna paisa hai chahe to dunia k kisi bhi kony main jakar rah sakta hai77 months ago
Ali_G_SHEIKH22: Ab jo mainne answer dya hai wo bhi parh lo77 months ago
Ali_G_SHEIKH22: nice joke to phr khane Main sabar hi khaya karo na roti q khaty ho or usi naik insan ka 2 lakh main guzara nahi horaha jiska sara kharcha gov't k upar hai or jiski amdani 20 25 hazar hai wo kiya karen phr77 months ago
Ali_G_SHEIKH22: lant bhejta hun pmln walo py77 months ago
new_member: PM sahb k pass koi allahdeen ka chirag to hai koni k wo jin ko bolain or mulk k halat bhtr ho jain sbhr krain or us naik dil Insan ka sath dain77 months ago
new_member: Or awam b MashaAllah sy tex dati hi ni to asy main mhngai hi honi hai77 months ago
new_member: Ny mulk ka bara ghark kiya howa hai77 months ago
new_member: Sir agr mhngai na ho to PM sahb crza kdr sy dain gaay aik to phly hi respectable nawaz shareef sahb77 months ago
Ali.104: Mulk karzo mein doobta jaye phir tum log thk ho Pmln ke chamchy na ho to...77 months ago