Ebahat_ali: JAZAK ALLAH Guriya. Ye ap sab ki inaayat hain k ap sab ko meti post avhi lagi,73 months ago
Kaini33: Shukria ki koi bat nhi sir apki post achi thi that's why i read apki sabhi posts achi hn MashaAllah73 months ago
Ebahat_ali: Aur shukriya dill sy guriya ap ny post read ki,,73 months ago
Ebahat_ali: Beshak izzat humesha usi ki hoti hain jo dusron sy khud ko chota samjhy, shohraat izzat dolat insan ko waqti tor pr bara banati hain , bagar ajzi insan ko humesha k liye ala zarf bana deti hain, insan ko har kisi ki respect krni chahiye beshak wo chota ho ya bara,73 months ago
Kaini33: Beshak agreed ajzi m rehna chahiye or is trah insan chota nahi hota blky zada izat ki nigah sy dekha jata 🙂73 months ago
Ebahat_ali: Main bhala kiya kisi ka concepts clear kron ga , main RAAB ZAAT ka ajzi sa banda hun apni sadgi main jeeta hun,73 months ago
Ebahat_ali: Guriya main main ny apny business line main bahut sy log aise dekhy jo mere pass job krny aaty aur interview main apni salahiyaat show krny k bajaye over confidence dekhaty so un ko main aik hi answer deta hun k humesha ajzi main jeena seeko , ajzi main hi zindagi safaal hain,73 months ago
Kaini33: Aray nai nai mazrat mat kryn ap nd jazakAllah bht bht for clearing my concepts😇73 months ago
Kaini33: Gg I know manzil ka mtlb Allah ki raza hy sahi farmaya beshk sbr ka phal Allah hi dety hn....73 months ago
Ebahat_ali: Agar RAAB par tawakal mazboot ho to insan ka opinion tabdeel ho kr takwah ban jata hain aur phir insan ki thinking musbat ho jati hain,73 months ago
Kaini33: M ny to apna opinion hi dia k mjy aesy hi lgta hy ghalat b ho skta shaid m apki bat smjh nahi pai73 months ago
Ebahat_ali: Guriya ap sorry na kijiye. Khush rahiye bs73 months ago
Kaini33: Nai nai bilkul nahi mazak nahi uraya aesa to socha b nahi sir ..sorry73 months ago
Ebahat_ali: Manzil ka matlab rasta nahi hain, balky manzil ka matlab k RAAB ki raza nazar aa jati hain q k mera RAAB jo krta hain behtar krta hain, sabar krny par phaal RAAB ki zaat deti hain, insan kisi sabar ka ajar nahi de sakta. Humari ghalti itni c hain k hum insano sy sabar k phaal ki umeed laga baithty hain,73 months ago
Ebahat_ali: Ap mazak urah rahi hain meri bat ka, afsoos. Meri bat ki gehrai ko agar samjhti to ap ko meri bat samjh aa jati .73 months ago
Kaini33: Haha sadgi m to rehty hn lkin manzil to nahi dikhti🙂🙃73 months ago
Ebahat_ali: Ameen summa ameen, insan ko sabar ki misal agar leni ho to wo aik bar apni sadgi main jeena sekh ly us ko manzil dekh jaye gi apny sabar ki73 months ago
Kaini33: G InshaAllah..Allah pak hm sb ko saber krny ki b tofeeq dyn Ameen73 months ago
Ebahat_ali: Jab insan sabar krny lag jata hain to us ka daman khushiyun sy bharny lag jata hain, q k phaal sirf sabar ka hi milta hain.73 months ago