Damadam.pk
Comments on post titled Zaroor parhiye (updated 73 months ago) | Damadam

E  : Zaroor parhiye - 
 
shiz-22right73 months ago

Shar275Beshak bahi ...Mara AP sa bat karnay ka maqsaad ya tha ka Jo ajj Kal logo ka galat concept haa wo durasat ho jay73 months ago

Shar275Bilkul sahi bat....73 months ago

Ebahat_aliNABI PAK S.A.W,W ALLAH PAK k mehboob hain, hum insan to un ki sunnat tak puri ada nahi kr paty, piyar ka haq kiya ada kren gy,73 months ago

Ebahat_aliMera concept nahi hain, main ny apni soch samjh zahir ki hain, jo log concept k pichy bhagty hain wo humesha roty phirty hain, RAAB agar kisi insan sy ye puchy k wo RAAB ki khatir kiya apni pasandida cheez chor sakta hain to insan apna piyar RAAB ki rah pr qurban kr dy to wo ishq RAAB hain,73 months ago

Shar275AP(SAw) na tu sari zindge hi Allah ki Raza main khush rahany main hi guzari73 months ago

Shar275AP ka msg galat Ni haa wo theak haa bilkul but AP ka concept galat haa73 months ago

Shar275Ni bahi Ap amm payar karnay waloo ki Tara sochaty haa73 months ago

Ebahat_aliYe zehni fatool hain bs. Mere likhy msg ko gor sy parhiye ap ko samjh lag jaye gi.73 months ago

Shar275Hum jab kisi sa muhbat kartay haa na usay chodnay sab sa zaida mushkal hota haa ...jab hum apni muhbat ko Allah ki Khushi ka lay chod datay Han apnay nafas ka khalaf jhad kartay tu Allah ki muhbat tab hamay milta ha73 months ago

Ebahat_aliInsan jab kisi k piyar main dhoka kha kr tootta hain to us ko RAAB yad aata hain, wo RAAB sy mangta hain. Meri nazar main jo piyar ap ko deen islam k rasty par chalay wo hi piyar RAAB k qareeb krta hain, kuch log khana kaba ja kr bhi khali hath louat aaty hain, aur kuch log ghar baithy hi RAAB Ki ibadat kr k RAAB pa lety hain,samjh saky to samjh ly73 months ago

Shar275Jab hum kisi sa muhbat kartay haa tu wo hamra naafas hota us Panay ki khowish hamray nafas ki hoti haa ...jasay kuch logo ko Pasay sa muhbat haa kucha ko apni zaat sa73 months ago

Ebahat_aliAur dusri baat jis insan sy ap ko piyar ho wo insan agar ap ko deen k rasty pr chalay ya deen islam ki batein samjhay aur ap us ki bat ko samjh kr deen islam k rasty par chal parhy to is ka matlab bhi RAAB mil jana, ab ye insan k upar depend krta hain k insan samjhy ya na samjha ho kr daleely paish krta phiry73 months ago

Shar275Ni bahi ya rab ko Pana Ni haa...73 months ago

Shar275Par mujy is bar ki kabi samj Ni ai Larki ki ya larkay ki muhbat sa Allah ki muhbat kasay hasal ho jati haaa....pher 2maa phalay hi Mara ya concept clear howa....73 months ago

Shar275Par mujy is bar ki kabi samj Ni ai Larki ki ya larkay ki muhbat sa Allah ki muhbat kasay hasal ho jati haaa....pher 2maa phalay hi Mara ya concept clear howa....73 months ago

Ebahat_aliSaaf c baat hain agar kisi insan ki chahat main ap ko ALLAH pak ki yad aa jaye means k agar ap ko lagy k wo ap ka nahi ho sakta aur ap ka dill kahy k ap dua sy apny naseeb main us ka piyar likhwa leng gi aur ap ALLAH PAK sy dua mangti rahy us insan ko pany k liye to isy kehty hain RAAB sy mil jana,okay73 months ago

Shar275Hamay aksar filmoo darmoo ya hi shikay jata haa larkay ko Larki da payar karnay ki waja sa ... Allah ki muhbat Mili...73 months ago

Shar275Bahi main na bhas ka lafaz galat use Kar li ho ....us ka lay sorry ...but kuch saal phaly Maray mind main ya sawal hamesha ata thaa ka kisi larkay or Larki ki muhbat sa khuda kasay mil jata haa73 months ago

Ebahat_aliJAZAK ALLAH73 months ago

Ebahat_aliGuriya main yahan jo post share krta hun un post par bahut wazahat k sath har bat clear likhi hoti hain jin logon ko samjhna hota hain wo post ko parh kr samjh lety hain khud ki islaah kr lety hain, bhass wo log krty hain jo andar sy khud khoqly hoty hain, Main yahan post mukamal send krta hun jis sy islaah ho saky73 months ago

Shar275Plz bahi bhot sa logo ka concept clear ho sakta haa73 months ago

Shar275Bahi Kiya AP ishaqy haqeey or ishaqy majazi ka topic par bhass karna like karay ga73 months ago

Anayaa_gWelcm73 months ago

Ebahat_aliThanks73 months ago
Emojis banane ke liye unke sath likha '.' aur harf likhein:
emojis full list

.b5  .b5

.c4  .c4

.g4  .g4

.h6  .h6

.j6  .j6

.j7  .j7

.o3  .o3

.p2  .p2

.p5  .p5

.q6  .q6

.r5  .r5

.r6  .r6

.t5  .t5

.t8  .t8

.u3  .u3