9ine11: Pata nhi bhainitna halka na lo Q k ek to ye masla uppar se corpna ka patient ventilator me hota hai aur poore pakistan me 5k hai mushkil se76 months ago
Abbaxii: Bilkul yr..ya bt to ha lkn Allah sa dua ha k jld khtm ho jay ya virus before ramzan InshaAllah✌76 months ago
9ine11: Jani ab open kar k corona to nhi phela sakte na , uppar se iran se aaye hue Quarantine me rehne k bajaye idhar udhar bhaag rahe hain chutye, yaha ek bhi aya to phir iran aur itly wala haal hoga76 months ago