Ebahat_ali: Ap agar job krti hain aur pardy main reh kr to ye ghalat nahi guriya.. meri company main bhi bahut c girl mere pass job krti hain pardy main reh kr.64 months ago
Anayaa_g: Thnkss Bhaiyaa...Bss yahi pochna tha...64 months ago
Ebahat_ali: Majburi main insan pait palny k liye job kr sakta hain aur pardy main reh kr to wo RAAB KI amaan main chali jati hain, so pardy main reh kr apni hadood main kam krna jaiz hain .64 months ago
Anayaa_g: Agr koi orat kci majborii k tehat job kry wo b pardy main reh k to kia wo kr skti ha job...???🤔64 months ago