Ubaidmahi: Haan g bs ap logo ki dua chiya g...or mari mhanat...66 months ago
Amna_@Malik: Sahi ha ahista ahista aa jai ga sab66 months ago
Ubaidmahi: Haan g yahe to waja ha g..is leya khamosh rhaty haan...jb is kabil ho jayian gay...phir hm bhi galat ko galat or shai ko shai khaian gay..66 months ago
Amna_@Malik: Ok g good awaz sa ziada dalial bulnd hona chahiyan taka samna wala bahas na kra👍66 months ago
Ubaidmahi: Haan g ma koshish kr raha ho abhi is leya ni kha sakta g q ky log vazahatian mangty ha...to is ma mujha abhi waqt lagy ga g66 months ago
Amna_@Malik: Lekin itni aql tu ha na bura ko bura aur acha ko acha kah sako wrna itna prhna ka koi faida nhi66 months ago
Ubaidmahi: Haan g apki baat shai ha lakin ab itny. Mature ni hua ho g ma66 months ago
Amna_@Malik: Yeh tu glt baat ha isnaan ko galt ko galt aur sabi ko sahi kahna chahiya no munafiqat ma tu ap ke buri baat ko bura kahon ge phir chaha ap ka dil toota ya haddi66 months ago
Ubaidmahi: Ni g ap glat khao. Gi phir bhi ma shai he khao ga66 months ago
Amna_@Malik: Ma na kabhe galt kaha ha😏😎😂😂66 months ago