Islamabadunited: Bura mat maniyee gaa mein ny pehli baar achanak kisi sy aesy rudely bat ki hai yahan darasal mein us wakt kisi aur wajha sy ghussy mein thaa tu bas idhr yeh keh diyaa,khair app sy darkhwast hai k bura na manaiye ga aur mein mauzarat krta hun69 months ago