Damadam.pk
Comments on post titled Assalam o alaikum jumma mubark (updated 73 months ago) | Damadam

Jumma mubarak
z  : Assalam o alaikum jumma mubark - 
 
play55Bas kiya hona hay aur season kahan tak pohancha73 months ago

ziddi_guriyafine kia ho rha bro73 months ago

play55Waalaikum assalam how are you sister73 months ago

ziddi_guriyaassalam o alaikum sweet bro73 months ago

play55G wo khud ko riha kar kay waha say bhag jata hay . Qaid may us kay aeik haat may keeel bhi thonk di jati hay aur inkay dosto ko kuch nai hota . Baber to haleema sultan kay bhai aur ertugrul kay chotay bhai kay saath mashqo pay gai hotay hein aur baqi 2 dost kabeelay kay saath hotay hein73 months ago

ziddi_guriyahan ap sy puchna tha k artugrul jb qaid ho jata tu raha kb hta aur us k jungoo sahi rahty ha i mean uny tu kuch ni hta na73 months ago

play55Hello sister 2nd season start kar lia73 months ago

ziddi_guriyaok dear bro73 months ago

play55Han bilkul73 months ago

ziddi_guriyaacha sai phr tu73 months ago

play55No no sister 2 say laykar 5 tak yeh turkey zuban may hein laykin urdu neechay likhi howi aati hay yeh subtitle may hein sister jin ko urdu aati ho un ko koi masla nai73 months ago

ziddi_guriyaacha kia ya sb urdu language mein ho gay73 months ago

play55Yes sister aur jab aahista aahista daykhti jaiengi to aur interesting hota jaiga 3rd 4th 5th bohot interesting hein73 months ago

ziddi_guriyaoh god kaafi bura hwa ya tu73 months ago

play55Yes sister bohot acha season hay us may start may unka aadha kabeela tabah hojata hay aur ertugrul ko qaid kar liya jata hay73 months ago

ziddi_guriyaacha sai meine abi 2nd start ni kia rat ko kro ge kafi intersting drama ha ya73 months ago

play55Good sister achi baat hay parhai karna aur han mayra ziada time wohi drama layta hay 2nd season may to mangol aajatay hein73 months ago

ziddi_guriyaoo waaaoo lagta ap har waqat dkhty rahty meine abhi first complete kia 2nd aj start krna ha kiu k mujy sath study b krni hti ha is liye mein ziada ni dkhti73 months ago

play55Sister may nay to download kia hay may is drama kay chotay season may hun73 months ago

ziddi_guriyani download kia hwa73 months ago

play55Ap tv pay daykhti hein ya internet say down load karti hein73 months ago

ziddi_guriyadear bro wo mein bht shauq sy dakhti hun mujy bht pasnad ha artugrul.drama73 months ago

play55Yes my sister and is boring may ertugrul drama daykh lia karen boring nai hogi73 months ago

ziddi_guriyaintahai boring73 months ago

play55Allah ka karam hay aur batai waba kay din kaysay guzar rahay hein73 months ago
Emojis banane ke liye unke sath likha '.' aur harf likhein:
emojis full list

.a5  .a5

.a8  .a8

.c6  .c6

.b4  .b4

.e3  .e3

.h1  .h1

.h6  .h6

.i2  .i2

.i3  .i3

.i5  .i5

.j8  .j8

.q6  .q6

.r5  .r5

.r6  .r6

.s7  .s7