Amna_@Malik: Hn g insaan na akhir ALLAH ko jwabda hona ha waqte khushe k liya insaan ALLAH KO NARAZ TU nhi kr skta na73 months ago
Har.Fun.Mola: jee jee mujhe pata hai meri behan aap ne 1 on 1 mein bulanay se doosri larkiyon ko mana kiya tha na aap ki behan ko aggar koi kahay to aap ko kaisa lagay ga yehi kaha tha na aap ne ?73 months ago
Amna_@Malik: Nhi g ma na kese aur cheez sa mna kia tha ap galt samjha hain bhai73 months ago
Har.Fun.Mola: jee aap ne Mashwara diya tha ke larkiyon ki post par comment na karun to ab nahi karta main 73 months ago
Amna_@Malik: Waisa ap ko ma na koi mashwra dia ha kia?73 months ago