Stailish-monda: Apko pta hain makafaty amal zaror pora hota hain apka badla bhe pora is mein hi ho jae ga be shak khida behtr i saaf karny wala hain74 months ago
ayat2723: jis din Allah mera badla layga pir may sab bhool jaongi or happy hojaongi oky74 months ago
Stailish-monda: Nafrat hain to bhool bhe jao na agr ap aj bhe sad hain to apko koch nai bola jis din ap os sb chezo ko bhool jae gy to ap happy ho jae gy74 months ago
ayat2723: bs chordo nafrat hai mujhy us yad sy74 months ago
Stailish-monda: Khoda khair kary ab koch bato gy bhe ya nai74 months ago
ayat2723: yahn tak lay aye or kia karay gi74 months ago
Stailish-monda: Nai batany sy mery ilam mein bhe azafa ho ga kuen ke mojhy bhe pata chaly ga ke duniya kaha or kia karti hain achy logo ke sath74 months ago