malikhaseebawan: Aesa kehna k orat kma skti hy to wo ap ko sb samajha dengy68 months ago
Alishahzad1: Malik sahib ok Mia ki c discuss karta hoon68 months ago
malikhaseebawan: Mard ka kam hy orat ko paisa kma k dena kisi alim sy poch lo tb tujhy samajh ay ge mere bat to ni man rhy68 months ago
Alishahzad1: Sir mere point of view hai aurat Kar sakhti hai kaam68 months ago
malikhaseebawan: Uufffff kitni bar samjhao ap ko68 months ago
Alishahzad1: G thek kaha hai but aurat Ghar Mai Ra Kar kaam Kar sakhti hai68 months ago
malikhaseebawan: Jis ki majbori ho usko kmany ka huq hy jiska koi kmany wala na ho ya jis ka mard na ho68 months ago
Alishahzad1: Yar help hai bus
Yar is ki masal humere Aaqa Taj e daryy marina ki IST biwi b Tu tajaraat Karti thin but wah Ghar hi rehti thin68 months ago