Damadam.pk
Comments on post titled Mujhe to darr lag raha hay (updated 74 months ago) | Damadam

Mujhe to darr lag raha hay
A  : Mujhe to darr lag raha hay - 
 
Atish11Assalam u Alaikum Kiya Hal hay baadshaho Koi rabta he nahi kiya humse koi ghalti ho gae hay jo aapne baat karna he chod diya hay74 months ago

Atish11Bhot bhot shukriya jnab g74 months ago

Atish11Lagta hay abhi tak aap ka ghussa khatam nahi howa q k aapne abhi tak mujhe follow nahi kiya Agar kal sham tak aapne mujhe follow nahi kiya to Allah ke qasam mein Damadam leave kar doon ga Or please is ko dhamki mat samjhna Allah hafiz74 months ago

Atish11Shukriya74 months ago

Baby.doll55it's ok74 months ago

Baby.doll55kiya bat karun me apse bolo74 months ago

Atish11Lagta hay jnab ka ghussa abhi thanda nahi hua I am really sorry Please mujhse baat to karo74 months ago

Atish11Wo aap naraz ho gae then na is liye mujhe acha nahi laga Socha aap ko mesg kar k muafi mang loon or ye bata doon k mein mazaq kar raha tha74 months ago

Baby.doll55w Salam G bolen74 months ago

Atish11Assalam u Alaikum g74 months ago

Atish11Hy74 months ago

Atish11Jese aap ke marzi mujhe koi dukh nahi hoga Allah aap ko hamesha khush rakhe Ameen74 months ago

Baby.doll55me b apko unfllow kr deti hun bye74 months ago

Baby.doll55G74 months ago

Atish11Allah hafiz74 months ago

Baby.doll55ok74 months ago

Atish11Han g bilkul74 months ago

Baby.doll55acha g74 months ago

Atish11Aesi choti choti baton pe ghussa nahi karna chahiye74 months ago

Baby.doll55choren marzi he jnb apki nhi Karen follow74 months ago

Baby.doll55q.nhi aaye GA gussa74 months ago

Atish11Is mein ghussa karne wali kiya baat hay74 months ago

Baby.doll55apne follow Karne se mana kr diya to bas is liye gussa Aya h74 months ago

Atish11Aap abhi bhi ghusse mein ho me ye confirm bata skta hoon Kiya mein is ghusse ke waja jaan skta hoon74 months ago

Baby.doll55apne follow nhi karna to Na Karen bas74 months ago
Emojis banane ke liye unke sath likha '.' aur harf likhein:
emojis full list

.a8  .a8

.c3  .c3

.e1  .e1

.e2  .e2

.f4  .f4

.l3  .l3

.n5  .n5

.n6  .n6

.p7  .p7

.q7  .q7

.r6  .r6

.t3  .t3

.t5  .t5

.v8  .v8

.w3  .w3