Comments on post titled My best life πππππππ½ππβΊοΈππβΊοΈβΊοΈβ€οΈπ enjoy every single ππ (updated 73 months ago) | Damadam
AffeBaloch: Haha wo bhi aisy kamo ma khuda ka nam la bhana g ππ73 months ago
mina_malik: kuch nahi hota chill karo dekho tumhein tu khush hona chahea tha na k mein itna famous ho gya hon k log meri pics use karte hai woow73 months ago
AffeBaloch: Yar isi bandy na mari pic wi use ki thi phir shukr ya ban ho gia tha73 months ago
mina_malik: tum khud tu nhi ho na ye karne do badnam aur waese bhi badnam bhi wo hote hain jin ka koi nam ho aur wo tumhara nhi hai relax abhi mein ne bolna shoro kiya tha block kar diya mjhe73 months ago
AffeBaloch: Yar isi BC na mari jasy fake id bna ka larkio ko tang kia ha aur Us pa photo wi mari lgai thi is ki id 2br ban howi ha ya phir sa mara name kharab kharab kar raha ha73 months ago