Talha-g-007: Right dear.. sahe kah rha ho ap.. kisi na mazak kia hai. Par sahe kha agar idar pta chal jay kal qayamat gai to idar janmaz manghi ho jay gee.. ham sab sa bhar k paisa ko ahmyet dee hai.. halaka k hota to ALLAH ki zaat sa hai sirf.73 months ago
INOOCENT-KING: Bro apny dekha bahir mulkoon ka din raat corona khelaf 1 karta aur hum logo mein sy mask mehnga hona wagera wagera bs o ksi 1 ny kaha tha ky hum in paisoon py khaj umrah karengy73 months ago
Talha-g-007: Beshak 💯👍..
R ham munafiq b hn.. hamara dilo ma 2sra musalman bhio k lia payar nai hai..
Ham ahsas karna lag jayen ass pass k logo ka dakhna kis trah soch badalte hai phr INSHA ALLAH har traf kush hali.73 months ago
INOOCENT-KING: Ye bilkol theek hai aur hum mein sy sub se zyada melawat hai .humary nabi hazrat Muhammad (saw) ka irshad hai jo melwat karty hai o hum mein sy nahi.73 months ago
Talha-g-007: Chorro ausa..
Ham bura hn isi lia ham pa bura hukmaran hn.. ya QURAN ka faisla hai..
Jasa ap na kha hama khud thek hona ho ga.. hukaram ka rona na roya jay.73 months ago
INOOCENT-KING: Kia g reply ky kuch words sahi smjh nahi aye73 months ago
Talha-g-007: Ap ya manta ho na ham thk nai hai? Har joot 'dhoka' bura sa bura kaam. Ham ma hai? Koi buria ase bai jo ham ma akhairi had tak na ho??73 months ago
INOOCENT-KING: Bhai rokha hai ab apeal mujhy nahi pata kia hoga but ye kaam aagy suprem court ky pass hai aur riysat madina serf leader k liye zarori nahi ky o banaye hum bhi khud ko theek karna parega awam bhi dekho kaha sy kaha ja raha hai73 months ago
Talha-g-007: O khoo phala wala to tha he asa.. in Raisat Madina k dawadaro ko is fasla ko namanzor karna k lia pael karne chayia tha.. aik bar khata tha.. Allah ka shukar Musalman mulk hai sara in k sath hota.73 months ago
INOOCENT-KING: Ohh bhai o spurem sy manzoor howa hai 2017 mein yaar73 months ago
Talha-g-007: Islamabad # Islam Abad ma mindar phrr kia hai🤔73 months ago