Hani-Rajpoot-11: W Salam...main thk hun ap kesy hain73 months ago
Hani-Rajpoot-11: Han g bhai ap ki bat thk hay but un ko bhoolna mery bus main nahi hay..73 months ago
SweetHeart-007: i know ap ahmad bhai ki laadli thein boht mohbt krti thein un se but behna ye tu Allah k faislay hain jo Allah ko behtar laga ap bhi Allah ki raza mein raazi ho jaen aor sad na hoa karen73 months ago
SweetHeart-007: Ahmad bhai ka boht afsos hoa behna Allah un k darjaat buland karay aor behna shaheed ki jo mot hoti hai wo qom ki hayaat hoti hai aor shaeed kabhi bhi nahi mrta hamisha zinda rehta hai aor Allah ye sa'adat kisi kisi ko naseeb krta hai aor behna baroz qayamat Ahmad bhai ap sb ki shafaat ka sabab bnen ge Insha Allah73 months ago
SweetHeart-007: Asslam o Alaikum
good morning
kia hal hai kesi hai meri pyari behn?73 months ago
SweetHeart-007: but behna bat ye hai k pyar hota he aesa hai jitna bhi kr lo dil mein aik hasrat tu reh jati hai73 months ago