Atish11: Yes ye hue na kuch baat
Zaroor try kren
Jo ladkiyo ko kamzor kehta hay mein kehta hoon wo khud kamzor hay kher chodo in bato ko aap try karna
Best of luck63 months ago
shehri_55pk: Achi soch hy apki.bahr ka main ne sirf zrort or majburi k teht kaha tha.parda sb se best hy main wo bt nehi kr rehi azad goomny ki.or jaha tak bt ghar ki hy mujy kohi nehi rokta try krun gi63 months ago
Atish11: Bahir nahi to kam az kam aap ghar k andar to bike chala sakti hen
Apne ghar mein aap ko kon roke ga
Mera to dimagh yhi kehta hay k ladkiyo ko har hunar ana chahiye63 months ago
Atish11: Bus yhi to massla hay log abhi tak purane khiyaalat k Malik hen is liye to hum progress nahi kar pa rahe
Logo ko apne khiyalat change karne chahiye63 months ago
shehri_55pk: Dil to krta hy bike pe jao apni zrort khud pori krun mgr hmara mahol is bt ki ijazt nehi deta .63 months ago
Atish11: Aik baat yaad rakhna jis cheez se jitna daro gey wo utna he tum ko daraye ge
Aap ko Allama Iqbal ka shear to yaad he hoga63 months ago
Atish11: Ye hue na baat
Mei bhi pehle aap he ke trah tha63 months ago
Atish11: Phir Kitni speed pe chlae hay63 months ago