INOOCENT-KING: Axha aur mein yaha py jub barish ho jaye toh 1 nali jaisi hai o usmy 2 3 bar nehaya ho aur mein dam mein nehaya ho 1 bar72 months ago
Cutoboy786: Wase Mera bhi is bare main yahi khayal hai swimming pool main to kafi log hotel Hain lekin main ab 2 3doston k sath tube well pe Chala gata hoon72 months ago
INOOCENT-KING: Hahahah bilkol bro but swimming phool mein mujhy nehana pasand nahi bimaryaan phel jati hai warna mein kafi martaba dostoon sy gaya pher waha mein nehata nahi just beth jata hoo72 months ago
Cutoboy786: Wasy garmi buhat hai is Iceland ko dekh kr to swimming pool ki yaad agai72 months ago