Comments on post titled Exactly mujha jab bhe zroorat prte ha mera baba hmesha mera kahna sa pehla jan jatay hain ka meri beti ko kia chahiya .bachpan sa ab tk chaha woh aik khilona ho ya phir koi accessory 😀😊 (updated 71 months ago) | Damadam
: Exactly mujha jab bhe zroorat prte ha mera baba hmesha mera kahna sa pehla -
Amna_@Malik: ache baatien philata rhain aur dua kia krn woh ALLAH dilon ka raaz sa waqif ha GAFOOR AUR RAHEEM HA71 months ago
Ali.104: 😭Bilkul...hm jese gunahgaro ki rassi daraz horahi hei aur hm samajh rahe hein k Allah bekhabar hei nauzubillah71 months ago
Amna_@Malik: hn g bas ALLAH PAK hiddayat atta frmain .umate MUHAMMAD PEACE BE UPON HIM hona ke waja sa bacha hain wrna pehle qoomon ko chotta sa gunnah pr itna bara azaab mila tha HAZRAT SHOAIB A.S KE QOOM ko sirf naap tol ma kami ke waja sa azaab mila aur hum😥71 months ago
Ali.104: 😑bilkul sai...Apa kya Ap ne cat k bache k baare mein suna tha jis se rape kiya gaya tha😭😭😭😖71 months ago
Amna_@Malik: nhi hum log yeh dekhta hain duniya kia kr rhe trend follow kro 😑😷71 months ago
Ali.104: 😖Kya hidaayat haasil kerne wale Kaam hei hamare😑71 months ago
Amna_@Malik: ALLAH PAK HIDDAYAT ATTA FRMAIN SAB KO AMEEN.😊DON'T BE SAD71 months ago
Ali.104: 😖😭yeh bhi Qayamat ki nishaaniyon mein se aik nishaani hei71 months ago
Amna_@Malik: right kuch log aisa krta hain jab dekho tu bohat dukh hota ha gallian tk da rha hota hain😶😔71 months ago
Ali.104: 😊Kabhi nai...Apa un hi ki to duaein hein mere paas aur mere palle kuj nai71 months ago
Amna_@Malik: un ka bhorapa ma bhe nhi👀71 months ago
Ali.104: 😒Kadi nai doosre jaan bhaar che...Mere Abu g meri jaan wa😊😌✌🐧71 months ago
Amna_@Malik: tu un ko kabhe na bholna dosroon k liya 😋71 months ago