Damadam.pk
Comments on post titled Exactly mujha jab bhe zroorat prte ha mera baba hmesha mera kahna sa pehla jan jatay hain ka meri beti ko kia chahiya .bachpan sa ab tk chaha woh aik khilona ho ya phir koi accessory 😀😊 (updated 71 months ago) | Damadam

Funny joke
A  : Exactly mujha jab bhe zroorat prte ha mera baba hmesha mera kahna sa pehla - 
 
Amna_@Malikache baatien philata rhain aur dua kia krn woh ALLAH dilon ka raaz sa waqif ha GAFOOR AUR RAHEEM HA71 months ago

Ali.104😭Bilkul...hm jese gunahgaro ki rassi daraz horahi hei aur hm samajh rahe hein k Allah bekhabar hei nauzubillah71 months ago

Amna_@Malikhn g bas ALLAH PAK hiddayat atta frmain .umate MUHAMMAD PEACE BE UPON HIM hona ke waja sa bacha hain wrna pehle qoomon ko chotta sa gunnah pr itna bara azaab mila tha HAZRAT SHOAIB A.S KE QOOM ko sirf naap tol ma kami ke waja sa azaab mila aur hum😥71 months ago

Ali.104😑bilkul sai...Apa kya Ap ne cat k bache k baare mein suna tha jis se rape kiya gaya tha😭😭😭😖71 months ago

Amna_@Maliknhi hum log yeh dekhta hain duniya kia kr rhe trend follow kro 😑😷71 months ago

Ali.104😖Kya hidaayat haasil kerne wale Kaam hei hamare😑71 months ago

Amna_@MalikALLAH PAK HIDDAYAT ATTA FRMAIN SAB KO AMEEN.😊DON'T BE SAD71 months ago

Ali.104😖😭yeh bhi Qayamat ki nishaaniyon mein se aik nishaani hei71 months ago

Amna_@Malikright kuch log aisa krta hain jab dekho tu bohat dukh hota ha gallian tk da rha hota hain😶😔71 months ago

Ali.104😊Kabhi nai...Apa un hi ki to duaein hein mere paas aur mere palle kuj nai71 months ago

Amna_@Malikun ka bhorapa ma bhe nhi👀71 months ago

Ali.104😒Kadi nai doosre jaan bhaar che...Mere Abu g meri jaan wa😊😌✌🐧71 months ago

Amna_@Maliktu un ko kabhe na bholna dosroon k liya 😋71 months ago

Amna_@Malikhn g 😀71 months ago

RoshieG Apiya...same here☺😇71 months ago

Ali.104😊Beshak...Baba jani aise hi hote hein71 months ago
Emojis banane ke liye unke sath likha '.' aur harf likhein:
emojis full list

.c5  .c5

.c8  .c8

.d3  .d3

.f4  .f4

.g5  .g5

.l2  .l2

.l7  .l7

.p3  .p3

.p6  .p6

.s3  .s3

.s5  .s5

.u2  .u2

.v8  .v8

.w5  .w5

.w8  .w8