Comments on post titled Saalgira mubarak🎋 meri dua h tumhare chehre pe jo saje hein wo phool khushbo k yon hi sada taza rahy abt tak hayat nu ma wo rang bhar dy🎈 ke ane wale har lamha naye amnaghu ka tarjuman Ho Naye baharon ki dastan ho wo dastaan jis ko parh k dil ma mohabbton ka misraton ka yaqeen ho paida tumhari ankho k sare sapny misal suraj Numayan ho kr tumhari dunya jagmagaye 😘 ye niak tamanyen meri pyri dost tumhare lye h tumhari saalgira k muqy pr hamesha khush rahy abad rahy🎁 saalgira bht bht bht Mubarak ho meri jan 🎂 (updated 60 months ago) | Damadam
mr_SultanKhanJatoi: Yaad agay apki friend ny moja Bhai bola usko block karny s phly mazak bol Diya tha tarpnye k liye phr block Kar Diya tha60 months ago