VEROO..: yar bat wahi a jati ha memes ko famous kon kar raha ha shear karny wla .......agar wo shear na hoti to aisa nahi hota ......kabhi achi batain bhi likhi ha pakistan ka name par kisi na .....burai har koi dhondh lata ha achai kisi ko nazar nahi ati........our har jaga ki apni language hoti ha ......ab hum angraze kyo bnay apni saqfat kyo choray59 months ago
SMART_B0Y: sahi keh rahe h bhai hum ne breakdown mei b mazak bana liya humare jawan nasal serious nahi leti social media per kafi hum bade respected logon ka b mazak bante hai jo memes hai ab har koi esa kehta h hum Pakistani h kuj b kr skte h mai just memes share krta hun mera in se koi mtlb nahi wese baat Pakistan ki ho to wo alag baat h nasal ko schna chy59 months ago
VEROO..: bhai jan......ajkal logo na to ya mazak bNa liya ha.....agar hum bhi unhi ma shamil ho jay to .......unma hum mA kya faraq .........jo pakistan ma ha wo our kahi nhi kabhi zindgi moqa da to ja kar dhakh lana59 months ago
SMART_B0Y: yaad dilane ka shukria bhai jaan59 months ago
VEROO..: r u pakistani......agR ho to aisi bat zaib nai dati tumhain......so .......soch smjh kar poat kiya karo59 months ago