haleemaa: MashaAllah good bhai apni sahat ka dehan rakhty hai tou........kam k sath sahat b zarori hai68 months ago
Ebahat_ali: shadi ka socha nahi . bs business aur workout main time guzarta hai sister.68 months ago
Ebahat_ali: shadi nahi howi..
ALHAMDULILLAH mujhe gym krty howy 9 years sy ziyada time ho gaya. main har kam sy ziyada importance workout ko deta hun guriya68 months ago
haleemaa: Ap gym b jaty bhai apki shadi hoi hai kya68 months ago
Ebahat_ali: ap k ghar main sab kaise hain?68 months ago
Ebahat_ali: g dinner kr liya tha kuch dair pehly gym sy workout kr k ..68 months ago
haleemaa: G bhai ab ap bataye khana kha liya ap ny68 months ago
haleemaa: Ap meri post pr bol dena nhi waha ap kaisy ao gy bas yahi bata dena bhai ap mujhy ap ki post k kisi b cmnt ma jaha ma ho ma yaha kam ati ho bohat mujhy b nhi pata kb ati ho68 months ago
Ebahat_ali: aur ap yahan kab ati hain mujhe kiya pata jo ap ko bta kr jaon68 months ago
Ebahat_ali: main ny kahan jana hain guriya.68 months ago
haleemaa: Acha bhai chordy ma konsa naraz ho ap sy bas bata kr jana ainda ap mujhy68 months ago
Ebahat_ali: ameen . jo bheny hoti hai un sy mazrat bhai hi kiya krty hai so isi liye mazrat kha hun.68 months ago
haleemaa: Its ok bhai guriya b bol rhy or sorry b bol rhy hai very bad MashaAllah bhai Allah pak apko hamaisha salamat rakhy .Ameen68 months ago
Ebahat_ali: guriya ALLAH PAK ki rehmaton sy main bilkul khair o afiyaat se hun. mujhe nahi maloom tha k ap rooz post check krny ati . so i am sorry68 months ago
haleemaa: G bhai ainda ap bata kr jana ya bataye teak hai ap or itna busy ho gye thy ap68 months ago
Ebahat_ali: guriya ap janti hain mere yahan aany ki reason just post share krna hoti hain. is k ilawah main yahan nahi aata68 months ago
Ebahat_ali: is duniya main do hassti azeem hain aik maa jo humay duniya main laai. aur dusri biwi jo sari duniya chor kr humary nikah main aati hain.68 months ago
haleemaa: Acha bhai pata ma roz apki id chek krti thi k bhai aye kiu nhi shaid post na share krty ho or aty ho idhar68 months ago
Ebahat_ali: guriya bs busy tha kafi apny business main. so yahan post share nahi krny aaya68 months ago