Ain_Ali: G bilkul.. Degrees hasil krna usy bht bara marka lagta h or wo un k pechy book warm bana rehta h65 months ago
Ruba-Ali: hmmm you mean ke wo just degree's barhata rehta hai amal se mehroom rehta hai65 months ago
Ain_Ali: Dear jab kisi ko ilm ka nasha lag jata hai to woh sirf ilm hasil krny mn lga rhta h or amal krna chor deta h uski koshish bs ilm hasil krna hoti h usy ilm hasil krna aik kamyabi lagta h or wohi us k liye amal b hota h but asal mn wo kamyabi ni balky uski nakami hoti h jo badnaseebi ban jati h65 months ago