UsamaAhmed22: Alhumdullah me tou pasand karta hon..67 months ago
titu_tutu: han insan apnay aap ko psand krta hai67 months ago
UsamaAhmed22: Zahir si baat hai ap apne ap ko tou pasand karogi...so cute..👌🤣67 months ago
titu_tutu: how cute mujhey bhi jaanwar cute lgtay hain67 months ago
UsamaAhmed22: Insaano me rehne say ap kabhi nahi badlay gi...apko apni janwar wali zabaan bhi nahi ati chalo mujhe janwar wese bhi boht ache lagtay hain..😂🤣67 months ago
titu_tutu: mujhey to aati hai apni zubaa jaanwroon ki zubaan seekhnay kay liyay aap say raabta zroor kroon gi67 months ago
UsamaAhmed22: Insaano me reh rahi or abhi tak nahi aye tumhe zabaan.. kyun name kharab kar rahi ho hum insaano ka..🤣67 months ago
titu_tutu: nhin main insaanon main rehti oon to mujhey un ki zubaan aati hai aap ka, pta nhin67 months ago
UsamaAhmed22: Tumhe pehle school jana hoga insaano ki zabaan samkhnay keleye67 months ago