babag786: ooo baba sadkay jai😘😘😍😍😍🥰🥰ALLAH ap ko or ap k ehlo ayal ko saayhat or dandarusti wali lambi zindgi aata farmaye or hamesha khush rakhay ameeen.😍😍🥰🥰52 months ago
pagli_33: meri tabiyat thek nae hae kuch dino se yahan buhat kam ati hon is liye.52 months ago
babag786: shukriya meri mohtaram🥰😍, churail to ab pangay q nahi lay rahin kitnay dino say kahan ghussin thein 52 months ago
pagli_33: main tu aap se nae naraz 🤠 aur kon se sakht alfaz main kisi ki baton ko dil pay nae leti🤠52 months ago
babag786: mayray sakht alfaz k liya maaf kariya ga mujay 🙂ap ka shukar guzar rahun ga.52 months ago
babag786: nawazish😊,mohtaram kesi hyn ,saayhat kesi hay,ghr sb kaysay hy,or may mazrat chata hun oagr janay anjanay may ap ki dil azari ki ho to.maynay ap ko bataya tha k kuch din say may mently sahi nahi tha agr us doran muj say koi gair munasib baat ho gai hay to maafi chahun ga😔.ap nay 101 b chor di or ab baat b nai kartin,zaroor koi baat hay52 months ago
pagli_33: ji zaror bataiye ga okay thanks!52 months ago
babag786: miss,paglii_33🙂.meri mohtaram maynay is ayat ka hawala talash kiya mazrat k sath kehna par raha hay k nahi mila😔.mujay ya post munasib lagi to maynay share kar di mazratkhawah hun k hawala nahi janta may,lakin talash jari hay agr milta hay to zaror ap ko goshay guzaar karon ga🙂.52 months ago
pagli_33: mr.noshair kia aap mujhe yeh bta sakte haen kay quran pak mae kon se pare ki kon c ayat mae likha hae.52 months ago