Ebahat_ali: to main ap ko ye hi samjha raha hun k jab ap ka demag read kary ga to ap confused nahi hong gi. aur demag ko hazir tab hi rakha jata hai jab ap k demag main sirf aik khayal ho.52 months ago
haleemaa: Bhai ma pori tarha us par dehan deti ho or aik bar ma samjh b jati or usy repeat b karti but jab second tens py ati dono mix ho jaty or ma confuse ho jati52 months ago
Ebahat_ali: ap meri baat ko samjhiye ga ap ko samjh aa jaye gi guriya. study ka matlab ye nahi hota k ap read krti jaiye aur wo yad reh jaye mind mai. study ka matlab k jis words ko ap read kr rahy wo demag main qaim ho jaye.52 months ago
haleemaa: Bhai ab apko kaisy samjhao ma jo b bhai aik bar phir koshish kar k daikho gi52 months ago
Ebahat_ali: time deny main aur mind ko apni study par qaim rakhmy main bahut faraq hota hain guriya.52 months ago
haleemaa: Bhai bohat time deti ho ma but phir bhoul jati ho52 months ago
Ebahat_ali: english improve krny k liye ap ko apna mind sirf apni taleem par qaim krna ho ga. koi bhi cheez sikhny k liye us ko waqat dena parhta hai.52 months ago
haleemaa: Bhai aik problem hai na ma itni koshish karti par meri english improve hi nhi hoti52 months ago
Ebahat_ali: guriya higher study complete krny par job ap ki khud talabgar ho jayi gi52 months ago
haleemaa: Bhai study to karti ho ma mery bhai b same bat hi kahty hai dad b yahi kahty hai but ma kahti ho k mujhy job kar leny do teaching hi akr lati ho wo to safe hai but mujhy karna hai kuch na kuch52 months ago
Ebahat_ali: shukriya guriya mujhe is qabil samjhny k liye. RAAB ZAAT sada abaad rakhy app ko52 months ago
Ebahat_ali: guriya as a brother main bs ye hi kahon ga k job sy behtar hai ap study kijiye q k taleem pass ho to har cheez hasil ki ja sakti hai. agar taleem ka waqat guzar jaye to insan kuch bhi nahi.52 months ago
haleemaa: Really bhai mera b boaht shoq hai k ma b job karni hai but ma kar nhi sakti na or bhai ap such ma bohat bohat bohat achy ho52 months ago
Ebahat_ali: guriya bodybuilding my passion.. aur business mera faraz. q k ulad k jawan hony par maa baap ka sahara bana jata hai.
rahi baat shadi ki to jab RAAB ZAAT ny naseeb mai likha ho ga tab ho jaye gi52 months ago
haleemaa: MashaAllah bhai body b ban gai kam b ho gye ab bhabi b ly aye52 months ago
Ebahat_ali: guriya app ko btaya to tha mai Business mai busy rehta hun. baqi waqt gym mai workout krny mai52 months ago