KiNG_kHaaN: i know meri ghlti hai but ab jo maafi maang rha hn bar bar to wo q aesa karti ha mere sath?64 months ago
princes-aliya: Glti apki hai ignore q kiya64 months ago
KiNG_kHaaN: Main ny usy bohut mna liya pher wo nhi maan rhi Wo kehti hai k ap ny mujhy attitude dikhaya or ye baat ghlt hai...ab wo nhi maan rhi kehti hai k ap kon ho main apko janti hi nhi64 months ago
KiNG_kHaaN: Ab aj mujhy pata chala k mala ny Mehfil leave kia hai or wo mujh se naraz hai64 months ago
KiNG_kHaaN: phir jb main mala se baat karta to wo baat to krti per wo mood nhi deti jo pehly deti phir main smjha shayd ye mazeed mujh sy baat karna nhi chahti64 months ago