Ebahat_ali: tarbooz tha . bs piyass lagi howi thi so peeny k baad bura haal howa48 months ago
haleemaa: Karbozy ka ya tarbooz ka or bhai ap choty bachy ho kya dehan rakha karo48 months ago
Ebahat_ali: bs sister sar dard nahi ja raha tha aur main ny kharbozy khabk pani pee liya tha. so vomiting lag gai thi .48 months ago
haleemaa: Kya howa bhai tabiyat ko ab kaisy hai ap48 months ago
haleemaa: I font think so bhai aik larki k sath friend ship par kabhi arzi nhi hon gy kiu k un k nature aisa nhi wo as a sister bat kar sakty hau bas48 months ago
Ebahat_ali: main yahan jab kabhi post share krny aaon ga to as a sister ap k msg ka yahan reply kr doon ga.48 months ago
hina.abbasi22_hi: Na do time....lakin bs kh do aj ce friendship mujhy koi raat ko batei nhi krni bss kbhi kbhi kuch time kr lo gi ab etni request kr Rai hu seeny Mei dil hai ya phtar apke ebahat48 months ago
Ebahat_ali: dekhiye mujhe darr koi nahi. simple c bat hain main aik busy person hun. ziyada time business main aur gym main workout main deta hun. dosti ki jaga meri life main nahi. so please kisi ko dua main yaad rakhna bhi aik achy insan ki pehchan hain.48 months ago
hina.abbasi22_hi: Dakho kr lo....mere batei jb kru gi to uc ce zaidha kuch aur acha nhi lge ga ebahat...agr kr lo get to apko Kiya drr hai Allah talah apce naraz ho jay gein 🥺48 months ago
Ebahat_ali: ap ki waja sy izzat down nahi ho rahi . balky apki is tarhan ki batein mujhe achi nahi lag rahi. beshak IZZAT AUR ZILLAT RAAB k hath main hain. magar insan ko bhi RAAB ny salahiyat ata ki hain k wo achi aur buri cheez so samjhy48 months ago
hina.abbasi22_hi: Good ...lakin ebahat agr mere wjha ce apki izzat down ho rahi izzat Dany wala to Allah hai ...48 months ago
Ebahat_ali: problem kuch bhi nahi . bs main dosti nahi krta. mere liye mera dost mera RAAB hain. aur rahi bat buzdilli ki to main aisa nahi sochta k block krna buzdilli hain. bs insan izzat abroh qaim rakhny k liye galat baat sy douri ikhtayar krta hain48 months ago
hina.abbasi22_hi: Acha to apko problem Kiya hai kese ce dosti krny ce ...haan aur blocked buzdil log krty hai..48 months ago
Ebahat_ali: agar ap aise msg likhy gi to main block kr doon ga. please just post read kiya kijiye aur dua main yaad rakhiye . ye hi aik achy insan ki nature hoti hain.48 months ago
hina.abbasi22_hi: Ebahat dakho aik baat hai mere Allah talah ce buhat achi dosti hai Mei unko apki shakiyat lagao gi kh Mei apce dosti krna chti the ...apko jannha chti thi lakin ap ..nkhry kr rahy ho🥺48 months ago
Ebahat_ali: walaikum assalam guriya. ALLAH PAK ki rehmat sy khair o afiaayt sy hun. bs thori tabiyat theek nahi thi. aur kuch business main busy tha.48 months ago