Damadam.pk
Comments on post titled beshak beshak (updated 48 months ago) | Damadam

beshak beshak
E  : beshak beshak - 
 
hina.abbasi22_hiOky....g48 months ago

Ebahat_aliap please QURAN E PAK ki tafseer parha kijiye us main ap ko har sawal ka jawab mil jaye ga.48 months ago

Ebahat_alideen duniya sy bhen maa ka rishta mere NABI PAK S.A.W.W NY bhi banaye thy. kisi ko deen duniya sy bhen kehna gairmahram nahi hoty. bs nazariya hona chahiye rishton ka ehtaram krny ka.48 months ago

hina.abbasi22_hiOky...ap na jo kese gar larki ko sister's ka darza dyte wo bi to garmahram hai aur dost b to dost aur sister agr koi lrki Apki ho to ya mahram resthy dono nhi🤗48 months ago

Ebahat_aliALLAH PAK ap ko ajar dy ga. ap QURAN E PAK ko parha kijiye48 months ago

hina.abbasi22_hiHafiz Quran good good mujhy larko Mei ab ce best hafize Quran pasnd hai aik hafize Quran lrke ce dd pr baat bi ki meny ... wow nice mujhy bi Quran hifaz krny ka dili Arman tha lakin mama ko mujhy parhny ka lakin phir bi mujhy Allah talah ne buhat izzat de hu to Mei srf 16 saal ki aur I year ho kh Supra prhati aur Quran ki tafseer jb prho na Quran48 months ago

Ebahat_alidekhiye mera yahan any ka maqsad sirf achi bat post k zariye share krna hain . yahan bahut sy log hain jin ki request par main yahan post share krta hun islaah k liye. so na main yahan dosti k liye ata hun. na kisi ko hurt krny. so ap bs post read kiya kijiye aur islaah kiya kijiye .48 months ago

Ebahat_aliALHAMDULILLAH RAAB ZAAT kibrehmat sy main HAFIZ E QURAN HUN. AUR QURAN E PAK KI TAFSEER PARH k zidagi samjhi hain. aur maa baba ki tarbiyat ny is qabil kiya.48 months ago

hina.abbasi22_hiHaan meny prha tha Quran Mei kh jo mutaki parhazgar gar log huty hai unko janat Mei Allah ki baragha Mei jgha milti hai wow vo to ap ho henaa ic ley to hr gunha ce dur rahty ho ap ebahat48 months ago

Ebahat_alig boliye48 months ago

hina.abbasi22_hiWow wase aik baat kho apke bary Mei han ebahat48 months ago
Emojis banane ke liye unke sath likha '.' aur harf likhein:
emojis full list

.c1  .c1

.e7  .e7

.f3  .f3

.g8  .g8

.k6  .k6

.n6  .n6

.o7  .o7

.o8  .o8

.r3  .r3

.r8  .r8

.t3  .t3

.t5  .t5

.v2  .v2

.v6  .v6

.w2  .w2