Danishkhan33: ALLAH rehm kare aap py b dua hai Dil SE ye meri51 months ago
Photo_007: Meri muhabbat hy wo mery hmsfr mery muharam mai inky bina ak pl. Nahi reh Sakti wo janty hy ye baat wo bhi mery bina nahi reh sakty bs wo Meri zindagi se chly gy hyπππ51 months ago
Danishkhan33: Bardasht karna parta hai ALLAH sabar dega apko insha ALLAH se aese he mera hal b tha Jese k abhi Apka hai aik lamha b mera nai guzarta tha us k bagher ALLAH ne sabar de diya apko b insha ALLAH se sabar dega ALLAH sabar karne walo k sath hota hai our sabar krne walo ko he pasand krta hai51 months ago
Photo_007: Lekn mojh sy bardasht nahi horaha kya inhy nahi pta k mai inky bina nahi reh Sakti phir bhi baat kyo nahi karty wo51 months ago
Danishkhan33: Samajh sakta hu Apka dhuk ye sub mujh pay guzar chuka hai ALLAH pychorosub51 months ago