KING-OF-ASIA-0306: ab rooz to asa nhi hota apky sath ktni baar howa51 months ago
princess_haram: Lanat ho is tiktokar py...but mera aik sawal hai Pakistani mard bhi to dodh ky dholy nhi hai😡 3 4 saal ki bachiyan tak save nhi hai Pakistan Mai... ay roz masoom bachiyon ky sath zayadatiyan hoti rehti hai😥 kon qasoorwar hai isme bachiyan ya phir mard🐩🐩🐩😡51 months ago