Sparking-khan: han blkul ALLAH ka b lkn apka b thanks ๐..... jazakallah jazakallah51 months ago
Smiley@: Jazak Allah but sab mujy thanks ki zurorat ni h balka ma thanks full hon apny Allah ki mary Allah na mujy ap ka hosla barhany ka liya baja๐51 months ago
Sparking-khan: is liye ke mujhy itny achy batein ki hosla diya mere hal ka pocha......so is liye ๐51 months ago
Sparking-khan: ooo yaar mai thu sbr hi ni krta bs directly mayuss ho jata hon....lkn ab inshallah ni honga aur kabi koi gila shikwa ni kronga.......and again thanks ๐ alot51 months ago
Smiley@: MashaAllah ya to achi bt h ap har roz tobha karty ho tobha karty karty sath ma apny Allah par pher yaqeen b rakho wo sab thk kar dy gy in sha Allah๐ wasy aik bt bataun ap ko Allah pak jis insaan ko psnd kar laty hn na pher us ki mushkilon ko barha daty hn aur dakhty hn ka ya bnda kab tak muj sy madat mangata h kab tak mara ho kar rheta h51 months ago
Sparking-khan: ameen ameen....han ki hai alhamdulillah aur hr roz toba krta hon lkn mujh mai bs sbr ni hai shyd issi waja se ye sab51 months ago
Smiley@: Ooo acha ya bt h pher ap ko Allah sy maafi mangani chaihya q ka hm insaan h na chahaty huy b hm gunah kar daty hn shyd ap s b asa koi gunah hua h ap tobha kar lo Allah ki zaat bht bare h wo ap ko maaf kar dy gy agr koi b ghlti hoi h ap sy to pher dakhna bht sakoon sy guzary gi ap ki zindagi in sha Allah๐51 months ago
Sparking-khan: mtlb hr waqt koi na koi msla rehta hai mery sath....buhut log douain dety hai lkn pta ni asar ni hota.... ALLAH ka kya raaz hoga ab ye ni janta..... wesy thanks alot51 months ago