SILENT---EYES: han na wo bechara bol raha hai k me ne 12 saal tk Logo ki awazain suni jis me aik awaz meri ammi ki thi k mjhe umeed hai tum mar jao gy48 months ago
Valkyrie: Boht dafa asa bhi hota hai k boht sa log marta nahi hain lakin log inko dafan ker deta hain ho sakta kuch log coma main chala jata hon aur log samjhta hain wo mar Isi tarah achi tarah check ker Lena chaya48 months ago
SILENT---EYES: Yeah 💯 But The Last Sentence is So Horrific I hope you die48 months ago