dost786: g dear Allah ne hum sabko ashraf-ul-makhlooqat k tor pr duniya mai utara hai yani k jsny jo bhi kiya abtak chahy acha ya bura woh uska khud ka amal hai hai Allah ne ksi ko roka nhi na ksi ko ksi pr foqiat di hai jo bhi kuch duniya mai logo ne kiya yeh unho ne khud kiya hai.33 months ago
HiraAhmad: Allah ne ache bure raste ka ikhtiar insan ko Diya h or in ka hisaab to qayamat ko Hoga Na33 months ago
dost786: matlab k duniya mai jo bhi kuch huwa woh Allah ne krwaya to he huwa? yani jo 4 sala bachi k sath 7 8 aadmio ne ziyadti ki woh Allah ne krai thi?33 months ago
HiraAhmad: Mgr in an ki inventions k liye Aqal b Allah ne Di h bgher Kisi k yeh ni agai insan mai33 months ago
dost786: duniya ki tamam hajaty English mai kaho to needs insan or cheezon se he pori hoti hen " jsy k agr abhi apky pas phone nhi hota to ap rply nhi krskti thi"33 months ago
HiraAhmad: Yaha bat Allah k alawa Kisi or se hajat puri hone ki umeed rekhne se h33 months ago
HiraAhmad: اولاد کہی پرورش کہ لئے والدین وسیلہ ھیں ، اور والدین کہ پاس اولاد اللہ کی امانت ھے33 months ago
dost786: matlab jo maa bap apni olad ko paal poss kr barha krty hen woh kaar sazi nhi hoti??33 months ago