Raja-Shamas-Kashmiri: G aisi e bt hai. Achay ki umeed rakhni chahye hamesha r acha krne ki b koshish krni chahye.37 months ago
Awara-Baadal: Kabi Mai ne hurt kia suchi Batana37 months ago
Hania_Doll786 : Ohhh..Bs Yahan Hr Koi Hurt he Karta Hai.37 months ago
Raja-Shamas-Kashmiri: G han. Umeed to rakhi hai.. 🇧🇭🇧🇭❤️❤️❤️ Lkn main aksar jis ko chahnay lagun woh mjhe hurt kr deta hai. Jab k main hamesha sincere rehta hun.37 months ago
Hania_Doll786 : InshaAllah Zrur..Allah Sy Achy ki Umeed Rakhni Chahiye37 months ago
Raja-Shamas-Kashmiri: G han. Lekin mjhe umeed hai k mjhe aisi larki milay gi jo honest hogi.. And caring hogi And woh mere sath sincere rahay gi. INSHALLAH...37 months ago
Raja-Shamas-Kashmiri: Aisa e hai. Woh aik ghazal ka sher hai k... "Talash e manzil k mar'halun main yeh hadsa ik ajeeb dekha,, Faraib rahun main beth jata hai soorat e aitbar ban kar. To yehi bt hai, aj kal sincere log milna mushkil hai jsko mil jaye woh ghaneemat samjhay .37 months ago
Hania_Doll786 : Achi Muhbt Aj bhi hai ..Lekin Jhoot Or Faraib Ki Duniya Main Uski Pehchan Mushkil hai.37 months ago
Raja-Shamas-Kashmiri: May be... Hum to sachay e rahay honest e rahay hamesha.. Humen to nahin mili. Aj kal sirf buray insan aur jhoot ka parchaar hota hai basss nothing else.37 months ago
Hania_Doll786 : Ni Ab Aisa bhi ni Hai..agr Insan Acha or Sacha ho ..to Ho jati hai37 months ago
Raja-Shamas-Kashmiri: Lekin aj kal aurat sachi muhabbat krti nahin hai.37 months ago