HiraAhmad: Achai phelane ki koshish krte hn sb gumrahi pr to khud log jate hn , acha bura rasta chunna pr un ka ikhtyar h , hmari koshish bs yeh h k fazolyat se behter h Achi content share ho ,42 months ago
dost786: nhi bat srf itni hai islamic post krni hai kren lekin islam k nam pr mislead krny wali post kr k logo ko gumrah na kren42 months ago
HiraAhmad: Acha maloomaat rekhte huwe exam lete hn ap Mera I think42 months ago
dost786: Nabi sallallaho alehe wassallam k aakhri khutby mai unho ne keh diya tha k logo mai tmhary darmian se ja raha hu ab koi mojzy nhi hongy mre bad Allah ki rassi ko mazbooti se thamy rakhna, yani Allah ne insan ko ashraf bana k duniya mai bheja hai yani woh yahan achy kam kry ya galat kam kry woh insan pr hai Allah ka is mai koi dakhal nhi,42 months ago
HiraAhmad: Maine kaha k molvi acha kaam b apni merzy se kr rha h ,42 months ago
HiraAhmad: Ap is ko do se teen baar pedh Len smjh ajaye Gy42 months ago
dost786: ap yeh keh rahi ho k jo acha kam hai woh Allah ne karaya baqi jo galat kam hai woh insan ne kiya😳42 months ago
HiraAhmad: بلکل کیونکہ عقل و ذھانت اللہ نے دی مگر اچھائی برائی کا اختیار ان کا اپنا ھے کوئی مولوی و عالم ھے اسی مسجد میں تو کوئی چوری میں ملوث ہے42 months ago
HiraAhmad: قران مجید میں اج سے چودہ سو سال پہلے ہر بات واضح کی گئی ھے ۔چقی مذاہب کی پیروکاروں کی بات نہیں کیجئے ان بیوقوف لوگوں کو تو یہ بھی معلوم نہیں کی خدا کی عظمت اور بڑائی کیا ھوتی ھے اپنے ہی بنائے ھوئے بت اور جانور کی پوجا کرنے والے اس حقیقت کو نہیں پہنچ سکتے ۔اور ہدایت بھی انکو ہی ملتی ھے جو اللہ سے طلب کرتے ھیں ،42 months ago
dost786: mtlb duniya ki har achi bat or tarraqi Allah ne krai or or masjid se chappal chori huwi to yeh insan ki galti hai🤔42 months ago
dost786: post mai insan or uski qabliyat ko underestimate kiya gaya hai.. baqi sab jo likha hai woh simple kai k christian jesus ko credit deta hindu bhagwan ko credit deta apny Allah ko credit dediya is mai kiya anokha hai hamesha se sab he apna apna choran bech rahy hen🤭42 months ago
HiraAhmad: Allah Pak ne qemmty tereen kitab ki hifazat ka zimma apni liya h , or Hifazat to qemmty chez ki ki jaty h , baqi Alaam un Naas ki Kiya kch Masajid se ghaib hota h is ka jwab to kamzor aqeeda k Muslims se Lena chahye Na .42 months ago
HiraAhmad: Isi post mai SB kch biyan Kiya gya h is ko jhutla ni skta koi b hoshmand Muslim .ajkal surgery's ho rhi hn mgr Azal se insan intahi khubsurat shakal mai mojod h jese k Sora e Teen mai Allah ne fermaya hai42 months ago
dost786: zahanat shaur waqfiyat Allah ne sab ko di lekin insan ki marzi hai k woh isy istemal kry yeh bat insan pr hai42 months ago
HiraAhmad: SB Allah ki qudrat ka nazara h .Allah ki Di Gai zahanat o salahiat h jis se ap inkaar kr hi ni skte Muslim hote huwe,42 months ago
dost786: na he aasman se ksi nabi ya pegambar k zariye insan tak pohanchaya gaya yeh khud insan ki zati kawish lagan or mehnat ka natija hai jahilo k liye unky khuda ka karnama hai..un khudaho ka jo k unki ebadat gaho mai aany walo ki chappal chori tak se nhi bacha skta.42 months ago