FriendlyNeighbor: Bilkul theek kaha, usky liay mazrat ๐ถ Baki sb ok, Phir baat hogi. Shab Bakhair Allah Hafiz40 months ago
MalikNomanEjaz: Hfz man ny wali bat hai walio wali bat zyada kr gya tu40 months ago
FriendlyNeighbor: Wo bilkul sahi hai. Lekin muqabla Hafiz sy tha, anyways ye to btaya hi nahi k wo haafiz bhi hain ๐40 months ago
MalikNomanEjaz: Mainy bhi wali k pao ki dhol bola wo shayed tu mis kr gya40 months ago
FriendlyNeighbor: Bhai wali k qareeb bola, wali nahi!!!! Baaki ap kabhi unsy milo to smjh jao ๐40 months ago
MalikNomanEjaz: Ary bhai tera bacho wala zehn hai hum log walio k pao ki dhol k braber bhi nahi40 months ago
FriendlyNeighbor: Isi liye qareeb bola ๐ Unhon ny Ap SAW ko dekha hai khawab mein ๐ Aur bhi bohut kuch hai jo likhun to ap pagal ho jao k ye kaisay ๐40 months ago
MalikNomanEjaz: Aur tujhy is bat ka nahi pta k ek amm admi aur ek hafiz kon zyada achay tareky sy deen jnta hai? FIR tu tu abhi bacha hai40 months ago
MalikNomanEjaz: Ary chotu ye bht bari baat keh rha hai.mujhy nahi pta tery sir kesy hai Allah jnta hai wo achy hongy pr kisi ko wali keh dena bht bari bat hai insan jesa dikhta hai wesa hota nahi hai40 months ago
FriendlyNeighbor: Shayad mujhy nhi pta, lekin hmaarey English teacher to wali k qareeb hain ๐40 months ago
MalikNomanEjaz: Gunnah sy zyada achy tarikey sy Hafiz rokty haiโบ40 months ago
FriendlyNeighbor: Jo bhi hai lekin unmein aik sehar paya jata hai jo k gunnah sy rokta hai โค๏ธ40 months ago
MalikNomanEjaz: Aur tujhy lgta hai wo hafiz sy zyada talem dety hai๐ถ40 months ago
FriendlyNeighbor: Alhamdullillah hmaarey college mein teachers khud sy deen ki taleem bhi detay Hain, college ki tarf sy nahi40 months ago
MalikNomanEjaz: Lekin hum log deen chor kr hi tu school jaty hai hum mai sy kitny hai jin ko sirf is duniya aur mashry ki pari hai is liye school ki prhai ko ahmiyat dety hai aur Hafiz nahi bnty๐40 months ago
FriendlyNeighbor: To jeena to isi muaasharey mein hai. Aur Arabic ki Koshish ki thi lekin time ni mila. Hmaarey English k professor Allah k wali hai MashAllah. lekin unhon ny to kabhi nahi kaha k deen seekhna hai to English chor do40 months ago
MalikNomanEjaz: Yehi tu mai keh rha hn eng q ani chahiye apny deen ki bat ki kabhi arbi sikhny ki koshis ki. BHAI humry mashry mai yehi tu reh gya hai bs aj k dor mai eng sikho baki sab bhar mai jaye40 months ago
FriendlyNeighbor: Ab ye English prh kr aqal lenay wali baat kisny ki??? ๐ Bhai at least basic English aani chahiye ye bola ๐40 months ago
MalikNomanEjaz: Deen pr chalo tu kya kch nahi ho skta hum musalman hai humara eman hai prh ye jo tu eng prh k aqal leny chla hai ye bhool ja40 months ago
FriendlyNeighbor: Arey wah! Bs yeh tumny seekha hai. Beshak aati hogi lekin Prhny sy bhi aati hai qk mein ny bohut haasil ki hai. Ustaad-e-mohtaram ki izzat sy ly kr deen pr amal krna wagaira bohut kuch seekha hai Alhamdullillah โค๏ธ40 months ago
MalikNomanEjaz: Aqal prhny sy nahi dhaky khany sy ati hai wo abhi tuny khaye nahi hai๐40 months ago
FriendlyNeighbor: High level aur low level kuch ni hota, sb Allah ki ata hoti hai. Kia pata tujhy kuch aisa dia ho Allah ny jisky liay mein tarapta hun. Bs agar prh kr aqal aa jaye wo hi bohut hai โค๏ธ๐40 months ago
MalikNomanEjaz: Jesy bhi prhy ho bhai kam az kam prhy tu hai na baki sahi prhy ya nahi is sy tery ko kya msla hai baki tera mind set samjh mai aa rha hai mery tu high level ka bnda samjh rha hai khud ko40 months ago
FriendlyNeighbor: Ye kidhar ja rahey ho? Mein ny kamtar to nahi kaha chahey rewind kr lo texts. Mein kabhi nahi smjha kmtar. Mein to ye keh raha hun k Bsc k student ko ye nhi pta k is k saath second form nahi lgti to usny kia khaak prha hai? Phir to baaki subjects pr bhi shak hota hai k parhey bhi Hain sahi sy ya nahi!!!40 months ago