umna: Wow bohot bohot Mubarak ho ap ko45 months ago
imran-hassan: Acha ji but meri to mangi ho gyi wo bhi yaha ki hi ek larki hai wo meri achi dost bhi hai45 months ago
umna: Jis tarha ap chahty hain kih or boys mujh sy door rahain usi tarha mein bhi chahti hon or girls bhi ap sy door hi rahain mujhy aesi boys bilkul bhi ni pasand Jo har ladki ka dost ho mujhy baanta howa shakhs ni chahye es ly phir larai and dooriya ho jati hain ghalt fehmiya peda ho jati hain45 months ago
umna: And mujhy sehat taqat wapis mil jae to phir pehly ki tarha mazboot ho jaongi bas45 months ago
umna: Ameen sum Ameen and sorry bas ab pehli jesi himat ni hai to es ly45 months ago
imran-hassan: I dont no yar bas me dua hi kar sakhta hun apke liye Allah behtar kare ga InshaAllah45 months ago
umna: Choriya pehanti hon to jinnat aa kar tor dety hain kalliya zakhmi kr dety hain kangi karo Baal kholy chor kar to tab bhi jinnat aakar baalo ko dikh kr khush ho ty hain behosh kr dety hain baaty kr ty hain to yeh kaisi Azmaish hai ?45 months ago
umna: To itni lambi Azmaish mein q dala hai mujhy and mery jitny bhi rishty aai to Abu ny inkar kar dia ab log taany bhi dety hain to kia yeh mein ny kaha tha mujh py jinnat ka says ho jae ? Mujhy pata tha kia es marz ka?45 months ago
imran-hassan: Umna aisa nhi kehte yar Allah apne piyare logun ko azmaish me dal deta hai45 months ago
umna: Job kar to rahi thi to wahan sy jinnat ka saya ho gia to es wajha sy sab adhora reh gia and ab Ammi ni chor ti phir sy school teacher bany kly mein mar Jana chahti hon bas ab ni hai es muskil zingadi ko or jeeny ki himat bas45 months ago
imran-hassan: yar ap to parhi likhi ho ap koi job kyu nhi kar le thi45 months ago
umna: Abu kuch bhi ni kihty kisi ko bhi45 months ago
imran-hassan: oh sad yar ye to ghalt hai Apka abu kuch nhi kehta kia45 months ago
umna: And mein to aesi ni hon mera kisi bhi boy sath koi chakar ni hai ap sab sy dosti karny k bad yahan aany ka dil ni chahta45 months ago
umna: Meri choti Behan ki bhi shadi ho gi hai and mery choty bhai ki bhi shadi ho gi hai but ghar mein sab mujh sy zyada kaam lety hain and Ammi bhi mobile use krny py daanti hai kih mera kisi boy k sath chakar hai to es ly45 months ago
imran-hassan: Acha ji baqi sab kaha hote hai and dil kyu nhi karta45 months ago
umna: Ab mein ghar mein 1 hon to es ly ghaib rehti hon and yahan aany ko dil hi ni chahta45 months ago
imran-hassan: Ap sunao kaha gaib hoti ho aj kal45 months ago