Damadam.pk
Comments on post titled نہ جانے کتنی ہی زبانوں میں روز بیاں ہوتے ہیں ہم (updated 33 months ago) | Damadam

Digital Art image
f  : نہ جانے کتنی ہی زبانوں میں روز بیاں ہوتے ہیں ہم - 
 
Mr.Be5harmO69or jane phir bhi hamko koi samajh kyun nahi paata..!33 months ago

Uzaif.Khanek samj bhoj Waly ko oski qudrat k nazary hr janib dekhai dety hain oski nishaniyan dekhai deti Hain Tu phir inaan Ka takaza h k oska hukam mana jay kukay wo zaat es qabil h or osny humy apna hukam many Ka direct nhi kaha balky ek pory procces k zreay apni zaat ki pechan karwai h33 months ago

fO_KeWAp ne teesra option Dala tha k sb khud kha len ge ... Ye yaqeenan khud k liye tha ... Axha hum Rab ka hukm mante q hain33 months ago

Uzaif.Khanin short hr condition mn khudpasndi ka rule apply nhi ho Sakta jahan Rab k hukam bi sath ho wahan Khushi sy kiya jaay pr bat wahi h hukam ki takmeel k badly mn Dili e sakooniyat ka inam milta h33 months ago

fO_KeWAp usko dete hain' to q dete hai... Ap adhi adhi krte hain' to q krte hai... Ap poori khud kha jate hain to q khate hai33 months ago

fO_KeWDekhen' agr to wo Islam ki btai taleemat ko bhulate Hume us orat k liye qurbani de b deta hai to ye uski zaat madakhlat krti hai...q ? Q k wo nhi chahte k jis se Mai muhbbt krta hun' use kuxh ho...or agr wo Allah ka hukm mante hue apni dunyawi khoahishaat ko Rd krta hai to zahir hai yhi soxh k krta hai k Mera Rab mujh se Khush ho ga ya mujhe jnnat33 months ago

Uzaif.Khan3 conditions Hain ma khud bi kha Sakta hon ma ossy bi dy Sakta hon ya adi adi bi ki ja sakte h33 months ago

fO_KeWBeshak esa Rab ka hukm hai or insaaniat bhi...pr hum esa akhir krte q hain'...apke paas ek roti hai...zroort usko bhi hai or apko bhi..TB ap kia kren' ge33 months ago

Uzaif.Khanas humanity dekhon tu os time khana oski need hoti h as muslim dekhon Tu mery Rab ka hukam h33 months ago

Uzaif.Khanbeshak Rab Ka hukam takmeel k leay h pr ya izaat oska sakoon Nahi blky hukam ki takmeel mn inaam h janat bi Tu humy inaam mn mily gi Rab k hukam ki takmeel k baad or inaam mn Tu phir Kuch bi hoga humary leay behtr hi hoga phir cheay wo sakoon ho izat ho ya janat33 months ago

fO_KeWAp btaen' ap Kisi bhooke ko khana q khilate hain'??? Simple c Baat chlo33 months ago

fO_KeW ka reply hide ho gya
fO_KeWYahan pr phir Islam k asool ate hain.... Ap chahe non Muslim se muhbbt krte hain' blke non Muslim ko to dost b nhi bna skte ya agr Muslim se... JB tk wo apke nikkah Mai nhi hai ...ye muhabbat pakeeza nhi hai...blke mere kheal Mai ye muhbbat hi nhi hai...TB tk JB tk k ap use Apne nikkah Mai na le aen'...iske Baad jaan dena alag Baat hai33 months ago

Uzaif.Khan**jaan deny k leay teyar ho Jata h mgr yahan kya oska raab ossy jaan dena tu kya es niyat ki bi ijazat Deta h bilkul nhi Tu zaruri nhi h hr jagah khudpasndi ko foqiyat di jay33 months ago

Uzaif.Khanab dekhen apny kaha k Han jaan di ja sakte h agr wo osky Dil k bhot qareeb howa Tu na Dy ga tu sari Zindagi khud ko mlamat krta rahy ga...ab ek musalman lrka ek non Muslim Larki k ishq mn itna mubtela ho gya h k ab wo ossy jan talab krti h azmany k leay ab agr wo muhabbat ki azmaish Puri krta h Tu muhabbat mn kamyab ho k jaan deny k leay teyar33 months ago

fO_KeWRab k hukm ki takmeel....Rab NE hukm hi isi liye dia ta k insaan Mai ajzi paida ho ...or ek dfa JB insaan jaan jae k is skoon Mai kitni lazzat hai to phir yahan ye kehna bja ho ga k tu sdd k wekh ,Mai bhajdi aasan' , j jutti Pawan' te kafir akhin'33 months ago

Uzaif.Khannamaz roh ka sakoon h pr ossy os sakoon ko hasil krny k leay pehly Rab k hukam ki takmeel yani namaz phrni prti h tb hi osy wo sakoon milta h33 months ago

fO_KeWKhudpsandi dunyawi mamlaat Mai hai...pr ibadat ka taluq bhi kahin' na kahin' skoon se zroor hai...ap Kisi nmazi se pooxhiye ga k agr kbhi uski ek wqt ki namaz qza ho jae to kia lgta use....yaqeenan wo yhi kahe ga k ab agr esa ho jae to use skoon nhi milta33 months ago

fO_KeWAllah ne khood frmaya hai k nmaz rooh ka skoon hai... Agr be nmazi nmaz nhi prhta to wo Apni ajzi kho baithta hai...or phir yahan Allah ka humkam ata hai k nmaz prho... Shuru Mai wo jabran nmaz prhta hai to ahista se use màloom ho jata hai k Allah k Siwa or koi taqat nhi hai... Or usko tmam rishte fani nzr ate hai...wo Allah k Saath wqt guzarta33 months ago

Uzaif.Khanbeshak wo zaat kise ki motaaj nhi h pr yahan bat humari khudpasndi ki ho rahi h Jo k duniya k Kuch nzriyat k leay Tu thek h mgr Islam esi apny tareqy sy pesh krta h33 months ago

fO_KeWAllah ko insaanon ki ibadat ki zroort nhi hai wo to Khuda wand kreem hai rehmaan hai ...uski ibadat k liye to batahasha frishte ibadat krte uski... Humko ibadat ka hukm is liye hai ta k hum mai taqwa paida ho.... Insaan ko is Baat ka yaqeen ho jae k us ko bnane wali zaat bht bri hai...33 months ago

Uzaif.KhanTu phir wo tu sirf hukam ki takmeel krty thy na k dili sakoon k leay33 months ago

Uzaif.Khanyahan ap galt sabit hogi ma yahi dili sakoon Ka qatal hi tu Krna chata tha Khair Islam na nafaz hi shyd esi leay howa k esky rules ko follow kr sakoon hasil Kiya jaay na k sirf apna zati sakoon k leay sb Kuch Kiya jaay33 months ago

fO_KeWBeshak uski ibadat frz hai wo humara khaliq hai... Hazrat Ali r.a frmate hain' k Mai Allah ki ibadat is liye nhi krta q k us ka hukm hai..blke is liye krta hun' q k wo ibadat k laiq hai33 months ago

fO_KeWJaan gnwa dene k Baad to Dili skoon ka concept hi nhi rha na.... Pr hum Kisi k liye qurbani TB hi dete hain' JB wo Hume bht ziada Azeez ho... Zahir hai wo humare skoon ka bais hai agr wo hi na rhe to Baki sb kis kaam ka... to phir umer bhr pxhtawe ki bjae ap doosron' ki khushi ko chunte ho q k esa krna apko psnd hota33 months ago
Emojis banane ke liye unke sath likha '.' aur harf likhein:
emojis full list

.c8  .c8

.c1  .c1

.g2  .g2

.i4  .i4

.j4  .j4

.k2  .k2

.m2  .m2

.m7  .m7

.o7  .o7

.r3  .r3

.r5  .r5

.s1  .s1

.s5  .s5

.v3  .v3

.w1  .w1