Comments on post titled INTEZAR__?
aik saza hai.aik jabar hai.ak sabar hai.
INTEZAR?
kbhi kbhi tamam umaryin guzar jate hein..koi lout k nh ata. Koi lout aye tu woh nh rehta. Wqt khaa jata hai sub rishton ko deemak jate hai muhbtoon ko boseedha ghar k tarha viraan ho jata hai insane.
INTEZAR__ say nafrat is intezar ny sb kuch lay lia mera.
Mera buchpan meri yaadein khushiyan mera skon.. (updated 40 months ago) | Damadam