Kandeel-11: chalein dika jaye ga ye b23 months ago
Kandeel-11: chalein dika jaye ga ye b23 months ago
Attractive_B0y: maine to anaa paraston ko rotay aur pachtatay dekha.waqt beraham hai.ye sab ki akar nikal deta23 months ago
Kandeel-11: or ap janty hein k anaA parst thot jaty hein pr jukty nhi23 months ago
Attractive_B0y: Allah kare aisa he ho.toot jane se jhuk jana acha hota23 months ago
Kandeel-11: mein kehti hon wo waqt ayee hi na k moje apni anaa ko jukana parhy23 months ago
Attractive_B0y: chalain kuch baatein apne waqt per he samjh aayein to behter hota23 months ago
Kandeel-11: ye bat unko samj nhi ati jinhein hamesha ehmiyt mili ho jesy k mein23 months ago
Attractive_B0y: anaa bhi had mein ho to achi.had se bhar jaye to khud ko he aziyet deti23 months ago
Kandeel-11: moje ap khudparast hi samjein q k mein anaa parst hon ....23 months ago
Kandeel-11: moje ap khudparast hi samjein q k mein anaa parst hon ....23 months ago
Attractive_B0y: ye bhi khud parasti hai aur takkabur kehlata.muhabbat sharton ki sath nahi hoti.ye to paniyon ke rukh per behtay janay ka naam hai.hawaon ke rukh per urtay jane ka naam hai.dhop chaon se beniyaz hone ka naam hai23 months ago
Kandeel-11: moje ye zyada pasand hai k moj se muhabat ki jaye banisbat isky k mein karon ....23 months ago
Attractive_B0y: muhabbat ka nazool narm dilon per hota.so dil ko narm aur demagh ko aajiz bana lo muhabbat her taraf se apna aap dekhaye gi23 months ago
Kandeel-11: tab taak to nhi jab tak andaza na ho23 months ago
Attractive_B0y: phir jazbat ki taqat maan lo23 months ago
Kandeel-11: muntazir q na hon suna hai dunya alg lagti hai muhabat mein waja ki zarort nhi hoti khush hony k liye ... fakhar mehsos hota haai apni zaat pr .... esy lamhon k liye kon muntazir nhi ho ga ...?23 months ago
Attractive_B0y: yes jazbat ke wajood se inkar karne wali khud us pal ki muntazir hai23 months ago