Top-Class-Desi: aor maze ki BAAT ye ke hazrat Bilal ko jaagh nai aaye tab. jab sab ko jaagh Aaye tab Suraj sar par aa choka thaa tu phir Nabi (SAW) ne farmaya tha koe baat nai Bilal ap azaan do tab Bilal ne azaan di tu sab ne namaaz pari. Suraj sar par thaa lekin fajar ki namaaz pari ghae thee tab4 hours ago
Top-Class-Desi: Kisi be firqa wale se puch lo wo be yahi kahe ghaa ye jooth hai. Suraj talooh ho choka thaa Nabi (saw) ne farmaya thaa ke ap fajar ki namaz ab par lo. ye waqeya aise Nabi ne hazrat Bilal ki duty lagaye thee ke abi ham log so Rahe hai ap ne subha uoth ke azaan deni hai4 hours ago