mehar-ahsan: jb koi takleef deta hai us Ka zameer tb hi mar Jata hai k ak insan us ki kadar krta hai us ki izat krta hai us ki care krta hai jb k wo insan phir b usy takleef dy rha hai6 days ago
Emaan22_me: jin ka zamer mar jae unko nend behtr hi ati hogi6 days ago
mehar-ahsan: or Kisi ko takleef dy k pta nai kesy sakoon SE so jaty Hain nend kese aa jati hai aisy logon ko6 days ago