"Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh ker hans paron, rota daikh ker ro paron, Halat k sanchay mein dhal jaon, tujhey is say kiya Zararot nahin kisi hamsafar ki mujay ab, "farhan" Janib-e-manzil tanha nikal jaon, tujhey is say kiya ADHORI MUHABBAT.." image uploaded on June 28, 2020, 5:12 p.m. | Damadam
Damadam.pk
Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya

Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon
Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya

Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon
Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya

Hansta daikh ker hans paron, rota daikh ker ro paron,
Halat k sanchay mein dhal jaon, tujhey is say kiya

Zararot nahin kisi hamsafar ki mujay ab,

"farhan"

Janib-e-manzil tanha nikal jaon, tujhey is say kiya
ADHORI MUHABBAT..
A  : Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon - 
More images by Adhori_muhabbat7274: