"Is ghatya insan sy kiss kiss ka pala para hai bhaiyo yeh fake id hai mubarak meehny ma yeh shaetan idhar ghom raha hai aur bhaiyo ko gumrah kar raha hai asy logo k sath 1on1 ma mat jai yeh apko aur khud ko gunaghar karty hain ma ziada screen short tu ni le paya par yeh fake hai koi boy hai agaar ap is ko report karain gy tu is ki id banned hu gi aur meri is post ki waja sy shayd admin mujhy b kuch dair k liye bunnd kar de so plz ap is bagart insan ko bunned karwaye plz" image uploaded on May 6, 2021, 4:26 p.m. | Damadam