"Dhoondhte hain hum tumko dar-ba-dar
Jaane kab kahaan miloge humse humsafar
Kaisi dooriyan, kaisa faasla
Hum yahaan pe aaye sun ke pyaar ki sada
Ab na tumse door honge hum
Tum pe dil kya jaan nisaar hai
Tum pe dil kya jaan nisaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai" image uploaded on Nov. 30, 2022, 9:56 a.m. | Damadam