"Miyan biwi may mohabbat barhanay k liye Shohar aur biwi k darmayan mohabbat barhanay k liye aur larai jhagra khatam karnay k liye 28 din tak dono me se koi ek shaks 108 dafa parh kr dua kare “Ha Ya Haqqu Bihaqqi Tankafeel” حا ياحق بحق تنكفيل Miya Biwi Mein Mohabbat Ka Wazifa: Ya Wadoodo 1000 bar khane par parh kar biwi ke sath khana khaye to miya biwi mein be panah mohabat hogi or sath hi Allah Azzawojal or Rasool Allah (Peace Be Upon Him) ki mohabbat se dil sarshar hoga. Shohar Ki Narazgi Ka Wazifa: Jis aurat ka khawand naraz ho, wo Para 2, Surah Baqara, Ayat # 165 ko sheerni par 21 martaba parh kar dam kar ke shohar ko khilaye, Insha Allah miya biwi mein mohabbat barhe gi. Talib E dua apka sasta" image uploaded on Jan. 12, 2023, 3:23 a.m. | Damadam
Damadam.pk
Miyan biwi may mohabbat barhanay k liye
Shohar aur biwi k darmayan mohabbat barhanay k liye aur larai jhagra khatam karnay k liye 28 din tak dono me se koi ek shaks 108 dafa parh kr dua kare 
“Ha Ya Haqqu Bihaqqi Tankafeel”
حا ياحق بحق تنكفيل
Miya Biwi Mein Mohabbat Ka Wazifa:
Ya Wadoodo 1000 bar khane par parh kar biwi ke sath khana khaye to miya biwi mein be panah mohabat hogi or sath hi Allah Azzawojal or Rasool Allah (Peace Be Upon Him) ki mohabbat se dil sarshar hoga.
Shohar Ki Narazgi Ka Wazifa:
Jis aurat ka khawand naraz ho, wo Para 2, Surah Baqara, Ayat # 165 ko sheerni par 21 martaba parh kar dam kar ke shohar ko khilaye, Insha Allah miya biwi mein mohabbat barhe gi. Talib E dua apka sasta
K  : Miyan biwi may mohabbat barhanay k liye Shohar aur biwi k darmayan mohabbat - 
More images by KING-OF-ASIA-0306: