"🖼️ Post 5 — Do Raste Har Baar
₊˚⊹♡
Insaan ke paas do raste hotay hain:
Dard ko pakar kar zindagi bhar jiyen
Ya un ka shukriya ada karen
jo tumharay sath kharay rehtay hain
Woh log jo tumhari khamoshi samajhtay hain
aur bina maange tumharay liye dua karte hain...
Wohi zindagi ke asal phool hotay hain,
jo tumhe mehka ke rakhtay hain.
Main choose karta hoon
un doston ko jo muskuraahat ki wajah hain.
Main choose karta hoon
zinda rehna — positive rehna — in sab ke sath.
♡₊˚" image uploaded on June 22, 2025, 5:46 a.m. | Damadam